Posts

Zindgi ki sham ho jaye

कभी तो चाँद असमान से उतरे और आम हो जाये, तेरे नाम की एक खूबसूरत शाम हो जाये, अजब हालत हुए की दिल का सौदा हो गया, मुहब्बत की हवेली जिस तरह नीलम हो जाये, मैं खुद भी तुझसे मिलने की कोश...

Gujra nhi jata un raho se

खुद से भी ज्यादा उन्हें प्यार किया करते थे, 😳😳 उनकी ही याद में दिन रात जिया करते थे, 😟😟😟 गुज़रा नहीं जाता अब उन राहों से, 😰😰😰😰 जहाँ रुक कर हम उनका इंतज़ार किया करते थे.

Tum bahut yad aate ho

Abi tum beth jao na, bhut si baat baki hai mere halat baki hai, abi jazbaat baki hai . suno!! 💔 💔 💔 . Tum kyu satate ho, mujhe kitna rulate ho mujhe tum se muhabbat hai, mujhe kyu azmate ho.. 💔 Tum hi ko yaad karte hai, tum hi se pyaar karte hai meri to zindagi tum ho, samajh tum kyu nhi paate ho meri har khushi tum se, meri aashiqui tum se meri har aarzu tum se, mujhe tum kyu satate ho suno!! 💔 Tum bhut yaad aa te ho....

Aasiq bnaya aap ne

Kalam thi hath mai likhna sikhaya apne, Takat thi hath mai hosla dilaya apne, Manzil thi samne rasta dikhaya apne, Hum to sirf dost they, AASHIQ BANAYA Aap ne

Wafa kare

Parwah kar uski jo teri parwah kare, Zindagi mein jo kabi na tanha kare, Jaan ban ke utar jaa uski ruh mein, Jo jaan se bhi jyada tujhse wafa kare.

Mere liye

Isi Karz Ko Ada Krne K Wasty Hum Saari Raat Nahi Sote K Shayad Koi Jaag Raha Ho Is Duniya Main Mere Liye !!!!!

Hasa dena

Gile shikwe na dil seLaga lena..! Kabhi maan jana toKabhi manaa lena..! Kal ka kya pata "hum ho na ho" Jab mauka mile thoda Hass lena aur hasaa dena